Hum Zinda Qaum Hain
Benjamin Sisters
Lyrics
hum zinda quam hain painda quam
hain hum zinda quam hain painda quam
hain hum sab ki hai pehchan, hum sab ka
Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan hum
sab ka Pakistan
hum zinda quam hain painda
quam hain hum zinda quam hain painda quam
hain hum sab ki hai pehchan, hum sab ka
Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan hum
sab ka Pakistan
har dil ke ufaq per hai
chand ek sitara ek hai kalma bhi wahid,
parchim bhi humara ek har dil ke ufaq per hai
chand ek sitara ek hai kalma bhi wahid,
parchim bhi humara ek hum yak dil hum yak jaan
hum yak dil hum yak jaan
hum zinda
quam hain painda quam hain hum sab ki hai
pehchan, hum sab ka Pakistan Pakistan Pakistan
Pakistan hum sab ka Pakistan
ikhlaas
yakeen tanzeem hai milat ka manshoor har chara
O manzil per milat ke dil ka noor ikhlaas
yakeen tanzeem hai milat ka manshoor har chara
O manzil per milat ke dil ka noor Allah Nabi
Quran Allah Nabi Quran
hum zinda quam
hain painda quam hain hum sab ki hai pehchan,
hum sab ka Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan
hum sab ka Pakistan
rehmat ki tarha
sir per behnoan ki ridaein hain himat ke liya
humrah maaOn ki duaein hain rehmat ki tarha sir
per behnoan ki ridaein hain himat ke liya
humrah maaOn ki duaein hain hum per rab ka
ihsan hum per rab ka ihsan
hum zinda
quam hain painda quam hain hum sab ki hai
pehchan, hum sab ka Pakistan Pakistan Pakistan
Pakistan hum sab ka Pakistan
islam ke
lashkar mein hain Qasim se farzand is mulq O
milat mein bachay bhi kadi qamand islam ke
lashkar mein hain Qasim se farzand is mulq O
milat mein bachay bhi kadi qamand borhey bhi
chari kaaman borhey bhi chari kaaman
hum zinda quam hain painda quam
hain hum sab ki hai pehchan, hum sab ka
Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan hum
sab ka Pakistan
in millOn machienO ke sab
paiyeh ghoomein ge mazdoor bhi hongey shaad
dehkaan bhi jhoomein ge in millOn machienO ke
sab paiyeh ghoomein ge mazdoor bhi hongey
shaad dehkaan bhi jhoomein ge sona dein ge
khalian sona dein ge khalian
hum zinda
quam hain painda quam hain hum zinda quam hain
painda quam hain hum sab ki hai pehchan, hum
sab ka Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan
hum sab ka Pakistan
hum zinda quam hain
painda quam hain hum zinda quam hain painda
quam hain hum sab ki hai pehchan, hum sab ka
Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan hum
sab ka Pakistan
Close Window |